Minggu, 08 Mei 2011

mohabbatein - humko humise

Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo.
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chupa lo.
Ye dil dhadka do, zulfein
bikhra do,
Sharma ke apna aanchal
lehra do.
Hum zulfein to bikhra dein,
din mein raat na ho jaaye,
Hum aanchal to lehra dein,
par barsaat na ho jaaye
Hone do barsaatein, karni
hain kuch baatein.
Paas aao gale se laga lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chupa lo
Tumpe marte hain, hum mar
jayenge,
Ye sab kahte hain, hum kar
jayenge.
Chutki bhar sindoor se tum
ab ye maang zara bhar do,
Kal kya ho kisne dekha sab
kuch aaj abhi kar do.
Ho na ho sab raazi, dil raazi
rab raazi
Paas aao gale se laga lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo.
Paas aao gale se laga lo.

Tidak ada komentar:

Posting Komentar